Zinda Pak

Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.
Zinda Pak

chat, music, fourm, radio, much more.....

Latest topics

» ------ MASHALLAH -------
Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo EmptyThu Mar 21, 2013 1:15 pm by javeriaislam

» Is there any herbal treatment for schizophrenia???
Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo EmptyWed Mar 13, 2013 2:48 am by Emaan

» Ramdan Mubarak
Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo EmptyFri Jul 20, 2012 3:10 am by HAQ

» A girls Heart outside her body - GRAPHIC video
Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo EmptyTue Jun 12, 2012 2:56 am by HAQ

» 'A Talk with the Self '
Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo EmptyThu Jun 07, 2012 2:11 am by HAQ

» Welcome ZEE
Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo EmptyWed Jun 06, 2012 3:42 am by HAQ

» Welcome Noor7174
Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo EmptyWed Jun 06, 2012 3:38 am by HAQ

» Beauty Tips ....
Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo EmptyMon May 28, 2012 2:08 am by HAQ

» ProProtect Your Heart
Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo EmptyMon May 28, 2012 1:51 am by HAQ

Navigation

Affiliates

November 2024

MonTueWedThuFriSatSun
    123
45678910
11121314151617
18192021222324
252627282930 

Calendar Calendar

Keywords

Log in

I forgot my password


3 posters

    Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo

    Tani
    Tani


    Mensajes : 2023
    Fecha de inscripción : 2009-07-12

    Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo Empty Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo

    Post  Tani Wed Jul 15, 2009 6:03 pm

    Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo
    yun khushi ko adhoora sa bana jaate hain ye aansoo

    Dard itna hai saha, khaali ho gaya samandar ashkon ka
    Jaane kahan se aankhon main bhar jaate hain ye aansoo

    Khush hoon main, koi shikwa zamane se na taqdeer se
    Meri iss baat ko jhoota kyun bana jaate hain ye aansoo

    Shayad khabar hai in ko bhi kis qadar tanha hoon main
    Tanhaayi main mera saath nibha jaate hain ye aansoo !!


    Last edited by Tani on Wed Aug 12, 2009 12:08 am; edited 1 time in total
    Tani
    Tani


    Mensajes : 2023
    Fecha de inscripción : 2009-07-12

    Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo Empty Re: Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo

    Post  Tani Wed Jul 15, 2009 8:22 pm

    Chalo khwaab aankhon mein saja ker dekhtay hain,
    Chalo hum kisi ko apna bana ker dekhtay hain,
    Khoon kay rishtun se aitbaar tau uth gaya hai,
    Chalo benaam rishtay bana ker dekhtay hain,

    Zindagi asaan ho jaye shayad humari,
    Chalo haath ki lakeerain mita ker dekhtay hain,
    Andheri shab tau kisi soorat katt thi nahi,
    Chalo ghar apna jala ker dekhtay hain,
    Hamay maloom hai kay tum ne humara hona nahi,
    Chalo tum per ye zindagi luta ker dekhtay hain...


    Last edited by Tani on Wed Aug 12, 2009 12:08 am; edited 1 time in total
    Lil_Mz_loud
    Lil_Mz_loud


    Mensajes : 4
    Fecha de inscripción : 2009-07-16

    Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo Empty Re: Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo

    Post  Lil_Mz_loud Thu Jul 16, 2009 1:30 pm

    Very Happy very nice tani sisooo.. hhmm soo touchy thnx for posting:P bounce
    ShOnA
    ShOnA


    Mensajes : 1074
    Fecha de inscripción : 2009-07-11

    Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo Empty Re: Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo

    Post  ShOnA Wed Jul 22, 2009 9:36 pm

    "Aye Khuda Aaj Ye Faisla Karde,
    Use Mera ya Mujhe Uska Karde.
    Bahut Dukh Sahe He Main nay,
    Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde.
    Bahot Muskil Lagta Hai Us say Door Rehna,
    Judai Ke Safar Ko Kum Karde.
    Jitna Door Chale Gaye Woh Mujhse,
    Use Utna Kareeb Karde.
    Nahi Likha Agar Naseeb Me Uska Naam,
    To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde"
    ShOnA
    ShOnA


    Mensajes : 1074
    Fecha de inscripción : 2009-07-11

    Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo Empty Re: Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo

    Post  ShOnA Wed Jul 22, 2009 9:37 pm

    Ek Ajnabi Hay Magar,Rooh-Shanas Lagta Hy
    Meri Tarha Mujhy,Wo Bhi Udaas Lagta Hy
    Karon Talash Tou Ho Shak Wajood Pe Us K
    Jo Aankhain Band Karon,Aas Paas Lagta Hay[i]
    Tani
    Tani


    Mensajes : 2023
    Fecha de inscripción : 2009-07-12

    Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo Empty Ankhon ko intizar ka de ker hunar chala gaya

    Post  Tani Tue Aug 04, 2009 12:14 pm

    Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo Thank-11

    Lil_Mz_loud APP KO PASND AAI SHAIRY Smile

    Ankhon ko intizar ka de ker hunar chala gaya
    chaha tha aik shaks ko jane kidher chala gaya

    din ki wo Mehflain gaye raaton ke rut-jage gaye
    koi samait kar mere shaam-o-sahar chala gaya

    jhonka hai aik bahar ka rung-e-khayal yaar bhi
    her-soo bikher bikher gaye khushbo jidher chala gaya

    is ke he dum se dil main aaj dhoop bhi chandni bhi hia
    de ke wo apni yaad ke shams-o-qamar chala gaya

    kocha ba kocha dar-badar kab se bhatuk raha hai dil
    hum ko bhula ke rah wo apni dagar chala gaya

    Sponsored content


    Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo Empty Re: Hanste hue, aankhon main kyun aa jaate hain ye aansoo

    Post  Sponsored content


      Current date/time is Thu Nov 14, 2024 9:32 am